Featured Post

यूरोप और अमेरिका की दूरी: क्या हो रहा है?

चित्र
  अमेरिका से दूर जा रहा यूरोप: जानिए इसके कारण दूसरे विश्व युद्ध के बाद अमेरिका और यूरोप एक-दूसरे के करीब आए और नाटो (NATO) जैसे संगठन का निर्माण हुआ। और फिर अमेरिका और यूरोप दोनों ने एक रणनीतिक साझेदारी की जो कि आज तक चल रही है। दोनों ने रक्षा, उद्योग और भी कई क्षेत्रों में एक साथ काम किया. यह सब सोवियत संघ के कारण हुआ. यूरोप को सोवियत संघ से खतरा था इसलिए अमेरिका उनका विशेष साझेदार बना जो कि आज तक चल रहा है। पर पिछले कुछ सालों में अमेरिका और यूरोप के बीच तनातनी देखने को मिल रही है. यूरोप अब खुद अपने हितों को देखने की कोशिश कर रहा है, वह अपनी निर्भरता अमेरिका से कम करना चाहता है। पर ऐसा क्या हुआ कि यूरोप अब आत्मनिर्भर होना चाहता है. अमेरिका से दूर जा रहा यूरोप वैैसे यूरोप के बदलते रुख के पीछे पिछले कुछ वर्षों की घटनाएं हैं, जिनको हम एक-एक करके देखेंगे- (1) अमेरिका की राजनीतिक अस्थिरता और 'अमेरिका फर्स्ट' नीति-   जब से डोनाल्ड ट्रम्प अमेरिका के राष्ट्रपति बने हैं, उन्होंने 'अमेरिका फर्स्ट' (America First) की नीति अपनाई और बार-बार नाटो (NATO) को एक पुराना संगठन बताया और ...

History of the European Union: Europe Ka Safar Ekta Ki Story

 History of the European Union: Europe Ka Safar Ekta Ki Story

Aaj ke time me jab bhi Europe ki baat hoti hai, tab European Union ka naam zaroor aata hai. European Union ya EU duniya ke sabse powerful economic aur political groups me se ek mana jata hai. Lekin bahut logon ko ye nahi pata hota ki European Union bana kaise, iska history kya hai, aur Europe ke desh ek saath kyu aaye ye bahut kaam ki baat hai.


History of the European Union-

Dusare World War ke baad Europe bahut zyada tabah ho gaya tha. Crores logon ki jaan gayi aur kai countries ki economy toot gayi thi. Isi wajah se European leaders ne decide kiya ki agar future me war rokna hai to countries ko ek dusre ke saath milkar kaam karna hoga.European Union ki shuruaat 1951 me hui jab 6 countries ne milkar European Coal and Steel Community banayi.
  • West Germany,Italy,Belgium,Netherlands,Luxembourg 
  • Ye Bana isliye tha ki sabhi desh apne coal aur steel resources ko jointly control kare taki future wars avoid ho sake..isme ek Treaty important thi...

    History of the European Union


    Treaty of Rome 1957

    1957 me Treaty of Rome sign hui jisse European Economic Community (EEC) bani. Ye step Europe ki economic unity ki taraf ek bada move tha.Countries ne free trade aur economic cooperation ko badhava dena start kiya. too ab baat aati hai ki fir european union bana kese aur kab.

    Official Formation of the European Union 1993

    Maastricht Treaty ke baad officially European Union ka formation hua.

    Isi treaty ke baad kya Badla

    • Common foreign policies strong hui,Economic integration badhi
    • Euro currency ka idea aaya,European citizenship ka concept develop hua

    Ye European history ka SABSE MAIN point mana jata hai.


    european union parliament-

    European Parliament European Union ka legal body hai. Is parliament me Europe ke alag-alag countries ke elected representatives hote hain.

    Is parliament ka kaam kya hota hai-

    (1)Laws pass karna

    (2)Budget approve karna

    (3)EU policies discuss karna

    (4)Human rights aur democracy ko support karna.

    European Parliament democracy ka Mukheyee Aadhar mana jata hai kyunki yahan citizens directly apne neta elect karte hain.


    european socialism-

    Socialism ne Europe ki politics aur economy ko bahut parbhavit kiya hai. Europe ke kai countries welfare model follow karte hain jahan government citizens ko healthcare, education aur unemployment support provide karti hai.

    russia iran uranium deal kya hai

    brics expansion 2026 dollar dominance

    Major european countries list-

    Germany

    France

    Italy

    Spain

    Portugal

    Netherlands

    Belgium

    Switzerland

    Sweden

    Norway

    Poland

    Greece

    Austria

    Denmark

    Finland

    Ireland

    Ukraine

    Russia (partly Europe me)

    United Kingdom

    European Union Parliament kya hai


    How many countries in Europe-

    Aksar log confuse ho jate hain ki Europe me total kitne countries hain.Generally accepted count ke according Europe me around 44 se 50 countries maani jati hain. Exact number thoda vary karta hai kyunki kuch regions aur territories ko lekar alag opinions hote hain.

    European Union ke andar currently 27 member countries hain.


    Ab Hum Last Part Me FAQ Section Rakhegee Taki Pure Article Ka Nichod Aa Sakee:-

    FAQ Section

    1. European Union banane ki zarurat kyu padi?

    Second World War ke baad Europe me bahut destruction hua tha. Isi wajah se European countries ne decide kiya ki future wars ko rokne aur economy ko strong banane ke liye saath milkar kaam karna zaruri hai.

    2. Kya European Union ki apni currency bhi hai?

    Haan, European Union ke kai countries me Euro currency use hoti hai. Lekin har European country Euro use nahi karti.

    3. European Parliament aam logon ke liye kya kaam karta hai?

    European Parliament naye laws par discussion karta hai aur aise decisions lene me help karta hai jo Europe ke citizens ki daily life ko affect karte hain.

    4. Europe ke countries duniya me itne famous kyu hain?

    Europe ke kai countries technology, education, tourism, fashion aur strong economy ki wajah se poori duniya me famous hain.

    5. Kya European Union future me aur powerful ban sakta hai?

    Experts ka maanna hai ki agar European countries unity banaye rakhen, to future me European Union aur bhi strong economic aur political power ban sakta hai

    टिप्पणियाँ

    इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

    UAE ne OPEC kyu chhoda? 2026 ka oil shock, global market aur India par iska real impact

    Russia Iran Uranium Deal kya hai? Nuclear tension aur India par iska asar

    BRICS Expansion 2026: Dollar Dominance Par Sabse Bada Attack? India Par Kya Impact Hoga